Sunnat ka motabik istikhara ka bohat assan sa tareqa ha . yeah app kisi be time kar sakta ha .raat din ki kohi pabandi nahi ha .laken yah baat yaad rahe ka nafil ki adah karna k khilaf ka waquat na ho . 2 rakat nafil istikhara ki niyat se pareheya .niyat yeah kareen k mera samna yeah mamla ya masla ha ,is main jo raasta mera haq main bahtar ho Allah talah is ka faisala farmaden .
Salam phair kar namaz k baad istikhara ki wo masnon dua magah jo Rasool pak salal laho allai wasalam na talqeen farmahe ha .

Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
1 comment:
Mein ek shakhs ko Abhi pasand krti hon. Hamaray beech mein bht maslay hain. Mujhay Allah se bas ye madad chahye k mein Abhi us se baat krun ya nahi. Shadi ka istikhara nahi krna. Kia aisa ho skta hai?
Post a Comment